Dil Aakhir Tu Kyu Rota Hai
planted Sept 2026 · 🌱 seedling
https://youtu.be/b3QF8tdN3Po
Jab Jab dard ka baadal chaya Jab Gam ka saya lehraya jab aasu palko tak aya jab ye tanha dil ghabraya
humne dil ko ye samjhaya dil aakhir tu kyu rota hai? duniya me yu hi hota hai
ye jo gehre sannate hai waqt ne sabko hi baate hai thoda gam hai sabka kissa thodi dhoop hai sabka hissa
aakh teri bekar hi namm hai har pal ek naya mausam hai kyu tu aise pal khota hai dil akhir tu kyu rota hai
#goosebumps #relatable #motivational #wateryeyes